Shohar Ko Mohabbat Main Mubtala Karne k liye wazifa Surah Feel behad afzal hai . es wazifa ki barkat se ap ko shohar ki mohabbat hameesha k liye hasil ho jae ghe . ye wazifa shohar ki hifazat aur shohar k rizq mein barkat k liye bhe be had powerful hai .
nazrin shohar ki mohabbat hasil karne k liye aksar behne bohat se wazaif karti hain , aksar behno ko inn wazaif mein kamyabi hasil ho jati hai jab k zaida tar behno ko inn wazaif mein kamyabi hasil nahi hoti .
wazaif mein kamyab na hone ki waja wazaif ki sharait par amal para na hona hai .
aksar behne jab wazifa mein nakam ho jati hain tu wo kala jadoo karne walay amlo k pas chali jati hain ju inn behno ko sab se pehlay yehi batay hain k ap ka wazifa ap par ulat ho ghyia jes ki waja se ap ko shohar ki nafrat ka samna kar parh raha hai .
jab k ye baat hi ghalat hai , khud sochay k kyia Allah ki kalam ka kisi ko nuqsan ho sakta hai .
lahaza aysi baton par yaqeen karne k bajae sirf Allah ki kalam par yaqeen kar k Dua krain Insha Allah ap ko zaroor kamyabi hasil jae ghe .
agr koe behan apnay shohar ki mohabbat hasil karna chahti hai tu iss k liye ham ne asan wazifa ap k liye peesh kar dyia hai . asay zaroor kar lain Insha Allah Mola ki zaat ap par karam farmaein ghay .
Shohar Ki Mohabbat Ka Wazifa
Shohar ki mohabbat k liye ap isha ki namaz k baad awal o akhar 7 - 7 bar durood e pak zikr krain aur darmyian mein ap 186 bar Surah Feel aur 300 Ya Haleemu یا حلیم mohabbat se zikr krain . ye wazifa ap ne 14 rooz tak jari rakhna hai .
insha Allah es wazifa ki barkat se ap ko ap k shohar ki mohabbat hameesha k liye hasil ho jae ghe . aur agr ap k shohar par kisi ne jadoo kyia ho gha tu wo bhe khatam ho jae gha .
insha Allah es wazifa ki barkat se ap ko ap k shohar ki mohabbat hameesha k liye hasil ho jae ghe . aur agr ap k shohar par kisi ne jadoo kyia ho gha tu wo bhe khatam ho jae gha .
Shohar Ki Mohabbat Ka Taweez
shohar ki mohabbat ke liye ,shohar ki narazgi door karne k liye , shohar ko manane k liye ,shohar ko apni taraf karne k liye , shohar ki hifazat k liye aur shohar ko apna deewana banane k liye dua nade ali sharif ka zafrani naqsh be had powerful mana jata hai .
es naqsh ki barkat se shohar ki nafrat sirf chand dino mein mohabbat mein badal jati hai .
naqsh nade ali sharif ap astana se free ya sirf hadia kharch ada kar k hasil kar lain aur es k baad ap es naqsh ko apne ghar mein pak jagha par rakh dain .
insha Allah ap ka shohar tamam zindagi ap ki mohabbat mein mubtla rahe gha .
Comments
Post a Comment
Aslam O Alikum , Thanks For Comment