Shohar Ko Mohabbat Main Mubtala Karne k liye wazifa Surah Feel behad afzal hai . es wazifa ki barkat se ap ko shohar ki mohabbat hameesha k liye hasil ho jae ghe . ye wazifa shohar ki hifazat aur shohar k rizq mein barkat k liye bhe be had powerful hai . nazrin shohar ki mohabbat hasil karne k liye aksar behne bohat se wazaif karti hain , aksar behno ko inn wazaif mein kamyabi hasil ho jati hai jab k zaida tar behno ko inn wazaif mein kamyabi hasil nahi hoti . wazaif mein kamyab na hone ki waja wazaif ki sharait par amal para na hona hai . aksar behne jab wazifa mein nakam ho jati hain tu wo kala jadoo karne walay amlo k pas chali jati hain ju inn behno ko sab se pehlay yehi batay hain k ap ka wazifa ap par ulat ho ghyia jes ki waja se ap ko shohar ki nafrat ka samna kar parh raha hai . jab k ye baat hi ghalat hai , khud sochay k kyia Allah ki kalam ka kisi ko nuqsan ho sakta hai . lahaza aysi baton par yaqeen karne k bajae sirf Allah ki kalam par yaqeen kar k Dua krain Insha Allah ap
"nade ali ka wird "site mein ap ko dua nad e ali k bishumar wazaif hasil hon ghain jen ki barkat se ap apni zindagi ki tamam mushkilat par kabu pa saktain hain .