Skip to main content

Posts

Showing posts with the label nazr-e-bad

Tasbeeh Surah Ikhlas For Nazar e Bad

tasbeeh surah ikhlas nazr e bad ke tor k liye behad afzal hai . ye tasbeeh ap ki jan , maal , aulad , izat , ghar , karobar , job aur kamyabi ki Allah k hukam se hifazat karti hai . es liye ye tasbbeh har fard aur khas toor par waldain ko rozana zaroor karni chahyia . Nazar Bad Door Karne Ka Tarika es tasbeeh k liye ap isha ki namaz k baad 10 bar durood e pak aur 100 bar surah ikhlas tilawat krain . nazrin surah ikhlas ap ne tasbbeh k zaryia tilawat karni hai . ye amal ager ap bila nagha jari rakhain yu zaida behter hai . ager ye na ho sakay tu ap es amal ko sirf 21 rooz tak zaroor krain . ye amal jes tasbeeh k zaryia ap krain ye tasbeeh ghum گم na ho . Insha Allah ap aur ap ki aulad nazar e bad se hameesh mehfooz rahain ghain . Nazar e Bad Ka Taweez Nazr e bad k liye , bachon ki nazar  k liye, nazar bad utarne liye aur nazar e bad se hameesha hifazat k liye durood e ibrahimi  taweez behad afzal hai.   lahaza ap es naqsh ko astana se free ya hadia kharch ada kar k hasil

fard ko nazar e bad kis tarah lagti hai

Nazar e bad kis Tarha Laghti Hai Ye Baat Ham Ne Ap Ko Es Post Mein Tafsil تفصیل Se Batane Ki Koshash   کوشش Ki Hai .  Nazrin Nazar e Bad Se Koe Fard Kisi Bhe Jagha Par Mutasar  متاثر Ho Sakta Hai . Nazar e Bad Kis Tarah Lagti Hai Har Insan K Ander Shaitan شیطان Hasad حسد ,Lalach لالچ ,Ghaibat غیبت ,Bad Ikhlaqi بداخلاقی Aur Gunah گناہ  Ki Sorat Mein Mojood Hota Hai .  Hasad حسد ,Lalach لالچ ,Ghaibat غیبت ,Bad Ikhlaqi بداخلاقی Aur Gunah گناہ  Fard K Ander Shaitan Ki Taqat شیطان کی طاقت Hain .  Aur Yehi Satani Taqat Aksar اکثر  Nazron K Zaria  نظروں کے زریعے  Dosre Fard Mein Dakhal  داخل   Ho Jati Hain .  Yehi Amal Nazar e Bad Kehlata   کہلاتا   Hai .  Nazar e Bad Ka Shikar Hone Wala ہونے والا  Aur Nazr e Bad Ka Shikar Karne Wala  کرنےوالا Dono Ko Nazar e Bad Laghane لگانے Ya Laghne لگنے  Ki Khaber Nahi Ho Pati . Yani Dono Ko Aik Dosre Ka Pata Nahi Chalta . Es Liye Huzoor Nabi Akram صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم Ne Farmaia K Jab Bhe Koe Cheez Ache Laghe Tu Masha Allah L