Bismillah Allahumma salli ala Muhammad Wazifa
Bismillah Allahumma salli ala Muhammad ?
Bismillah Allahumma salli ala Muhammad” Yeh aik chhota sa durood hai, aur agar koi fard is durood pak ko rozana 10 martaba wird karnay ki adat daal leta hai, to use Allah ki ghaybi madad hasil ho jati hai, aur jab wo fard kisi mushkil kaam mein haath daalega to use kaamiyabi hogi.
