Surah Fatiha Wazifa for Success In Urdu
Surah Fatiha Wazifa for Success
Sura Fatiha Quran Majeed ki pehli azeem surah mubarak hai, jise Um al-Quran bhi kaha jata hai. Sura Fatiha woh waahid surah mubarak hai jo har namaz mein parhi jati hai. Yeh surah mubarak be had roohani fazail ki hamil hai.
