Surah Falaq Wazifa and 7 Amazing Benefits
Surah Falaq ka naam isi surah Mubarikah se Haasil Kya gaya hai jiska matlab subah ke hain . Is Surah Mubarikah ke naam ka mafhuum Allah ki panah bhi hai. yani yeh surah mubarikah aik dua hai jis mein insaan Allah ki bargaah se is ki panah haasil karne liye liye darkhwast karta hai. Qran mein yeh surah mubarikah 113 number par hai aur yeh surah mubarikah Parah number 30 mein mojood hai
Read More