Ya Wadoodo k Asrat In Urdu
Ya Wadoodo ?
Ya Wadood Allah ka naam mubarak hai aur Ism Azam hai. Kyunki is naam mubarak mein nuqta nahi hai. Is liye buzurg farmatay hain ke is naam mubarak ko kisi bhi hajat, mushkil, takleef aur maqsad mein kamiyabi ke paish-nazar parha ja sakta hai.
